ye raat ruk jaaye,
baat tham jaaye teri saanson mein,
khwaahishein jali hain lamhon mein,
khud ko jalaa doon teri aahon mein.
jaane kya hona hai kal,
aa zara kareeb,
jo pal mile naseeb se…use jee le ab tasallee se.
kaash ye sab ek kaash mein hee reh jaaye,
jab hum hain humsafar,
to kehne mein kyun itna dar,
hosh mein kyun aayen hum abhi.
jaane kya hona hai kal,
aa zara kareeb,
jo pal mile naseeb se…use jee le ab tasallee se.
-S
Advertisement
